Pages

Search This Blog

Friday, 16 March 2012

Bittoo Boss Movie Song Lyrics - Bittoo Boss Mann Jaage Lyrics

Movie Name : Bittoo Boss - 2012
Song Name : Mann Jaage
Producer : Abhishek Pathak, Kumar Mangat Pathak
Director : Supavitra Babul
Cast : Pulkit Samrat, Amita Pathak,
Music Director : Raghav Sachar
Lyrics - Lyricst : Kumaar
Singer's : Shahid Maliya
Release Date : April 13, 2012


Oh... Ha... Oh

Mann jaage saari raat mera dewaana
Mann maane na yeh baat ke woh tha begaana
Mann jaage saari raat mera dewaana
Mann maane na yeh baat ke woh tha begaana

Hai khud se hi khafaa khafaa
Kya chahiye nahi pata... Banwara
Paaya woh na chaaha chaaha woh na paaya
Jiske peeche bhaage woh saaya hai re saaya
Kya kya raste dhoondhe kya kya dukh na paaya
Par saaya thera saaya ke haathon mein na aaya

Koi subaah jo main uthoon
Tujhe agar mile sukoon... Banwara
Ginta rehta taare lotoon main angaaare
Khud se ladta phirta yeh jug ko thokar maare
Khinche khinche baithe baithe baithe bhaage
Na sunta khudke aage yeh pagal ho gaya re

Aa...
Paaya woh na chaaha chaaha woh na paaya
Jiske peeche bhaage woh saaya hai re saaya
Kya kya raste dhoondhe kya kya dukh na paaya
Par saaya thera saaya ke haathon mein na aaya

Hai zindagi... Muhaal kyun
Bana liya... Yeh haal kyun bata
Uljha uljha rehta, Na sunta na kuch kehta
Suni suni aankhone se, Reh reh paani behta
Tute saare naate, Haara main samjhate
Bichde phir ab saathi, Phir wapas nahi aate
Wapas nahi aate, Wapas nahi aate

Yeh dard kyun, yeh pyaas kyun
Bina tere udaas kyun, yeh rald kyun
Talaash kyun bata... Banwara
Thandi aahein bharke, Jeeta hai mar mar ke
Kaisa reh gaya hai, Yeh dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke, Jhokein se umar ke
Raet ke mahal sa, Deh gaya hai bikhar ke

Thandi aahein bharke, Jeeta hai mar mar ke
Kaisa reh gaya hai, Yeh dariya se guzar ke
Dhoke se nazar ke, Jhokein se umar ke
Raet ke mahal sa, Deh gaya hai bikhar ke

Aa...
Mann jaage jaage re mann jaage
Jaage jaage jaage banwara...

No comments:

Post a Comment